Kahani

The Kriminalz, Sameer ak7, The SAM-E


4:02
#1

 Watch: New Singing Lesson Videos Can Make Anyone A Great Singer

Dil pe hai Ghere zakam (Dard)
Kala Bani ab Malam (Sach)
Tu Sach ko chupati
Mein sab se chupata
Kyu ki mere zhine ki
Aakhri Bacchi thi tu wajha
Tere bina zhina Zindagi Sajha
Mein zhiunga Aise kaise
Tere ishq ne Rang Badle Kaise Kaise
Hum magte pyar
Log Mangte sirf Paise Paise
Tum Sochte jaise hum waise nahi the
Hum jaise bhi the par waise sahi the
Hum badle nhi abhi bhi waise wahi hai
Badalna hi kyu hai jab tu hi nahi hai
Shayri mein gum teri yaade sabhi hai
Kagaz gille kyu ki aakhe nami hai
Hawaye chalri pr saase thami hai
Mein khudko ye kheta ki chod
Jo chali gayi usko tu jaanede
Thode se paise aur ijjat kama ke dekh
Pal bhar ki khushiyo mein
Khudko sama ke le
Log, din, waqt kabhi Aayenge nhi laut ke
Anadar se mar chuka khudko hi koske
Kaffan ka pata puchta hu mein maut se
Safar mei nikla tha manzil ki khouj mein
Bhatke mere kadam tum tk hi pohchte
Ab hota Afsos yahi
Wo rehti thi close lekin ab meri dost nahi
Tere yaado ke sahare
Guzaarta mein ab roj waqt wahi
Haalath ne kiya hai saqkt
To khayalo mein tazurba
Isme koi Shaq nhi
Bichdna tha zaruri
Ya khuda ne likhi thi
Kahani hamari adhuri
Nazane koi
Kaisi hai ye zindagaani zindagaani
Humari adhuri kahani
Nazane koi
Kaisi hai ye zindagaani zindagaani
Humari adhuri kahani
Teri wafa mere liye bani saza
Naa ati hai kaam is dard koi dawa
Bewaja tere liye tha me ruka
Aub sada tu banke reh gayi ek wajha
Ek dafa toh raste band the har jagha
Me thaka tanha par teri aur chala
Mere khudke dil ka lage muje bura
Kaidi tha jo aub Panchi ban udaa
Wo aayega vaapis kuch pata nahi
Me tujse khafa nahi
Kitna hasa kitna andar se roya me
Nay me sakta bata nahi
Bas likh diya jitna bhi
likhna tha mujko
Kam se kam
Dono me se tum toh khush
Adhi adhuri kahani ko chode
Kya hota hai khona
Ye mujse hi puch toh
Mene samja tuje keemti
Jaise book me
Sambhaal ke rakhte fool ko
Meri jagha shayad leli
Us kitaab ne jispe
lagi thodi dhul ho
Muje pasand hai sach bolna
Aub jhut ko tu Is likhwat me dhund toh
Tu chaand si pasand hai muje
Jo kismatme likhi gayi thodi door ho
Yaadein dikhayi bhi degi
Jab Ankhen band karke
Ye gane ko sunegi
Bin tere aub adate badli
Dheere dheere ye
Zindagi bhi suljhegi
Aub roz toh bol nay pata
Kahi na kahi toh afsos hai mujme bhi
Mangi jab dua mene Us khuda se
Toh dua me manga tha tuje bhi

 Struggling with Kahani? Become a better singer in 30 days with these videos!

Written by: Sameer Khan, Samyak Lohave

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the Kahani Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Style:MLAChicagoAPA

    "Kahani Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2024. Web. 23 Sep. 2024. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/11318604/The+Kriminalz%2C+Sameer+ak7%2C+The+SAM-E/Kahani>.

    Missing lyrics by The Kriminalz, Sameer ak7, The SAM-E?

    Know any other songs by The Kriminalz, Sameer ak7, The SAM-E? Don't keep it to yourself!

    Browse Lyrics.com

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    Neil Finn is more known as a member of which band?
    A Spandau Ballet
    B Erasure
    C Crowded House
    D ABC

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    The Kriminalz, Sameer ak7, The SAM-E tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io